Aap na hote to mera Rab na hota,
Kiski hum pooja karte,
Kiski hum pooja karte,
kisko hum apna kahete,
Kisse pyar karte hum agar aap na hote.
Kaun hume Pyar karta,
Kaun hume Miss India kaheta,
Kaun hume apni zindgi kaheta,
Agar aap na hote.......
Muje mere rab se sirf itna hi kahena he,
Jab jab hum ruthe, vo hume manate rahe,
Hume aapka ye andaz acchha lagta he.
Jo hume ye ehesas dilata he ki
Aap hume bepanah pyar karte ho.
Ab bas ek hi khwahish he zindgi se,
Humdono humesha yu hi saath rahe,
Jab maut aaye to aapki baaho me ye dum nikle,
Suna he humne, Rab to sabka hota he,
Par ye Rab sirf or sirf mera hi he,
Jo hume apni jan se bhi jyada pyar karta he.
Kisse pyar karte hum agar aap na hote.
Kaun hume Pyar karta,
Kaun hume Miss India kaheta,
Kaun hume apni zindgi kaheta,
Agar aap na hote.......
Muje mere rab se sirf itna hi kahena he,
Jab jab hum ruthe, vo hume manate rahe,
Hume aapka ye andaz acchha lagta he.
Jo hume ye ehesas dilata he ki
Aap hume bepanah pyar karte ho.
Ab bas ek hi khwahish he zindgi se,
Humdono humesha yu hi saath rahe,
Jab maut aaye to aapki baaho me ye dum nikle,
Suna he humne, Rab to sabka hota he,
Par ye Rab sirf or sirf mera hi he,
Jo hume apni jan se bhi jyada pyar karta he.
Shikha
No comments:
Post a Comment