Tera Sahara Chahiye

Ab Tak Taaza Hai Zakham Seene Mein,
Bin Tere Kya Rakha Hai Jeene Mein,

Hamein Toh Sanam Tera Sahara Chahiye,
Warna Der Nahi Hai Zahar Peene Mein...

Woh Pal Aakhri Hoga

Woh  Pal Aakhri Hoga Meri Zindagi Ka,
Jis Din Tu Mujhse Juda Hoga,

Karar Tujhe Bhi Na Aane Dunga Main,
Agar Is Daur Mein Tu Bewafa Hoga....

Zindagi Udaas Meri

Kis Tarah Byan Karun Seene Mein Unke Raaz Hain,
Muskurakar Jalaate Hain Woh Kitna Ghatiya Yeh Andaaz Hai,

Kyun Pasand Kiya Maine Us Bedardi Bewafa Ko,
Yeh Hi Soch Sochkar Zindagi Udaas Meri Aaj Hai....

Jakhmon Ka Hisaab

Aaj Ji Bharkar Hum Par Hans Lo Beraham,
Fir Tujhe Milne Waale Hain Mere Gham Sabhi,

Teri Bewafai Ka Charcha Charon Dishaon Mein Hai,
Mujhe Diye Jakhmon Ka Hisaab Chukana Hai Kabhi Na Kabhi.....

Bari Aasani Se Us Ne Hame Kah Diya Alvida

Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida 


jaisey sadiyon se un sab ke dil per koi bojh the hum

Door : Subha

Kyu Zangero Sy Bandhi Door Hai Us Ki
Pass Hai Bahut Mager Mill Nahi Sakti

subha

મારે ફરી એકવાર શાળાએ જવું છે.

મારે ફરી એકવાર શાળાએ જવું છે.

દોડતાં જઈને મારી રોજની બાંકડીએ બેસવું છે ,

રોજ સવારે ઊંચા અવાજે રાષ્ટ્રગીત ગાવું છે.

નવી નોટની સુગંધ લેતાં પહેલા પાને ,

સુંદર અક્ષરે મારું નામ લખવું છે.

...મારે ફરી એકવાર શાળાએ જવું છે.

રીસેસ પડતાં જ વોટરબેગ ફેંકી ,

નળ નીચે હાથ ધરી પાણી પીવું છે.

જેમ તેમ લંચબોક્સ પૂરું કરી...

મરચુ મીઠું ભભરાવેલ , આમલી-બોર-જમરુખ- કાકડી બધું ખાવું છે.

સાઈકલના પૈડાની સ્ટમ્પ બનાવી ક્રિકેટ રમવું છે ,

કાલે વરસાદ પડે તો નીશાળે રજા પડી જાય ,

એવાં વિચારો કરતાં રાતે સુઈ જવું છે , અનપેક્ષીત રજાના આનંદ માટે...

મારે ફરી એકવાર શાળાએ જવું છે.

છૂટવાનો ઘંટ વાગવાની રાહ જોતાં ,

મિત્રો સાથે ગપ્પાં મારતાં વર્ગમાં બેસવું છે.

ઘંટ વાગતાં જ મિત્રોનું કુંડાળુ કરીને ,

સાઈકલની રેસ લગાવતાં ઘેર જવું છે.

રમત-ગમતના પીરીયડમાં...

તારની વાડમાંના બે તાર વચ્ચેથી સરકી બહાર ભાગી જવું છે.

તો ભાગી જવાની મોજ અનુભવવા...

મારે ફરી એકવાર શાળાએ જવું છે.

દીવાળીના વેકેશનની રાહ જોતાં ,

છ માસીક પરીક્ષાનો અભ્યાસ કરવો છે.

દીવસભર કિલ્લો બાંધીને માટીને પગથી તોડી ,

હાથ ધોયા વિના ફરાળની થાળી પર બેસવું છે.

રાતે ઝાઝા બધા ફટાકડા ફોડ્યા પછી , તેમાંથી ન ફૂટેલા ફટાકડા શોધતાં ફરવું છે.

વેકેશન પત્યા પછી બધી ગમ્મતો દોસ્તોને કહેવા...

મારે ફરી એકવાર શાળાએ જવું છે.

કેટલીયે ભારે જવાબદારીઓના બોજ કરતાં ,

પીઠ પર દફતરનો બોજ વગાડવો છે....

ગમે તેવી ગરમીમા એરકંડીશન્ડ ઓફીસ કરતાં ,

પંખા વીનાના વર્ગમાં બારી ખોલીને બેસવું છે.

કેટલીયે તૂટ્ફૂટ વચ્ચે ઓફીસની આરામદાયક ખુરશી કરતાં ,

બે ની બાંકડી પર ત્રણ દોસ્તોએ બેસવું છે...

"બચપણ પ્રભુની દેણ છે" - તુકારામના એ અભંગનો અર્થ હવે થોડો સમજમાં આવવા માંડ્યો છે.

એ બરાબર છે કે નહી તે સાહેબને પુછવા માટે...

મારે ફરી એકવાર શાળાએ જવું છે.

નાનો હતો ત્યારે જલ્દી મોટા થવું હતું...

આજે જયારે મોટો થયો ત્યારે ખ્યાલ આવે છે કે,

"તૂટેલા સ્વપ્નો" અને "અધુરી લાગણીઓ" કરતા-

"તૂટેલા રમકડા" અને "અધૂરા હોમવર્ક" સારા હતા..

આજે સમજાય છે કે જયારે "બોસ" ખીજાય એના કરતા,

શાળા માં શિક્ષક "અંગુઠા" પકડાવતા હતા એ સારું હતું...

આજે ખબર પડી કે ૧૦-૧૦ રૂપિયા ભેગા કરી ને જે નાસ્તાનો જે આનંદ આવતો હતો એ આજે "પીઝા" મા નથી આવતો...

ફક્ત મારેજ નહી - આપણે બધાને ફરી સ્કુલે જવું છે...
I Miss My SchOol DaYs....

બરસાતને,,

કુછ લોગોકા દિલ જીત
લિયા આકર ઈસ બરસાતને,,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
તો કુછ લોગ યહી સોચ રહે હૈ
કિ આજ કી રાત
કહાં સોયે? ......!!!!!!

Aaine Se Dillagi Ki

Meri Mahbooba Hum Tumko Salaam Karte Hain,
Fir Bhi Aap Hamein Yun Badnaam Karte Hain,

Pyar Jatakar Dil Tod Dena Pyar Mein,
Janvaron Se Ghatiya Kaam Yeh Insaan Karte Hain....

****

Dost Bankar Is Kadar Dushmani Ki Hai,
Jaise Naajuk Aaine Se Dillagi Ki Hai,

Jo Ik Najar Dekhne Se Hi Bikhar Gaya,
Yun Rokar, Basar Humne Zindagi Ki Hai....

Bewafayi Ka Daag

Teri Bewafayi Ke Daag Kabhi Na Dhulenge,
Teri Yaad Mein Aise Hi Jala Karenge,

Itna Tu Yaad Rakhna Mere Mahboob,
Ki Hum Tera Naam Lekar Hi Marenge....

****

Hum Saja Pa Rahe Hain Teri Dagayi Ki,
Yaad Aati Hai Har Pal Teri Bewafayi Ki,

Badi Besarmi Se Gairon Ka Daman Thaam Liya,
Yeh Toh Bata Mere Pyar Ne Kya Burayi Ki Thi.....

Raat Hogi To Chand Duhai Dega

Raat Hogi To Chand Duhai Dega,
Khawabon Mein Aapko Woh Chehra Dikhai Dega,
Ye Mohabbat Hai Zara Sochke Karna,
Ek Aansoo Bhi Gira To Sunai Dega...

+++++++++

Mumkin Nahi Shayad Kisi Ko Samaj Pana,
Samjhe Bina Kisi Se Kya Dil Lagana,
Aasan Hai Kisi Ko Pyar Karna,
Bahut Mushkil Hai Kisi Ka Pyar Pana...

Har Phool Ki Ajab Kahani Hai

Aaj Fir Un Se Milne Ko Dil Chahta Hai,
Pass Baith Kar Baat Karne Ko Dil Chahta Hai,
Itna Haseen Tha Unka Aansu Ponchne Ka Andaaz,
Ki Aaj Fir Rone Ko Dil Chahta hai....

+++++++++

Har Phool Ki Ajab Kahani Hai,
Chup Rahana Bhi Pyar Ki Nishani Hai,
Kahi Koi Zakhm Nahi Phir Kyu Ehsas Hai,
Lagata Hai Dil Ka Ek Tukada Aaj Bhi Us Ke Paas Hai...

Iss Dard-E-Dil Ka Haal

Tanhaayi Ka Lamba Safar Katt Ta Hi Nahi,
Aapke Bina Koi Accha Lagta Hi Nahi,
Koi Nahi Jo Pooch Ley Iss Dard-E-Dil Ka Haal,
Aapke Binn Ye DIL Kahi Lagta Hi Nhi…

+++++++++

Aankho Mein Samaa Jao Is Dil Mein Raha Karna,
Taaron Mein Hansa Karna Phoolon Mein Khila Karna,
Jabse Tumhe Dekha Hai Jabse Tumhe Paya Hai,
Kuch Hosh Nahi Mujhko Ek Nasha Sa Chaya Hai,
Ab Baat Jo Karni Ho Aankhon Se Kaha Karna…

Ruthi Hui Aankhon Mein Intezar

Muskura Do Ye Subah Tumhari Hai,
Kah Do Dil Ki Baat Aaj Duniya Tumhari Hai,
Phaila Do Khusiyon Ka Aanchal Aise Ki,
Lage Hume Ki Bus Har Waqt Kami Tumhari Hai...

+++++++++

Ruthi Hui Aankhon Mein Intezar Hota Hai,
Na Chahte Hue Bhi Pyar Hota Hai,
Kyun Dekhte Hain Hum Wo Sapne,
Jinke Tutne Par Bhi Unke Sach Hone Ka Intezar Hota Hai...

zara chhu kar to dekh unke dil ko

Aapke paas waqt nahi hame yaad karne ka,
bewaqt hi yaad kar liya karo,
Mana aap ke paas sari duniya hai,
kabhi hamara bhi ahsas kar liya karo...

+++++++++

Ae hawa tu udhar to jati hogi,
Unko hmara hal to batati hogi,
zara chhu kar to dekh unke dil ko,
kya yaad unko bhi hamari aati hogi...

Khuda Bhi Wo Hai Taqdir Bhi Wo Hai

Aziz Bhi Wo Hai Nasib Bhi Wo Hai,
Duniya Ki Bheed Mein Karib Bhi Wo Hai,
Unke Aashirwad Se Hi Chalti Hai Zindagi,
Khuda Bhi Wo Hai Taqdir Bhi Wo Hai...

+++++++++

Ye bhi ek duaa hai khuda se,
Kisi ka dil na dukhe meri wajah se,
Aie khuda kar de kuchh aise inayat mujh par,
Ki kuch khushiyan mile sabko meri wajah se...

Nasha Tha Unke Pyar Ka

Nasha Tha Unke Pyar Ka,
Jis Mein Hum Kho Gaye,
Unhe Bhi Nahi Pata Chala,
Ki Kab Hum Unke Ho Gaye…

+++++++++

Yaadon Ke Bhanwar Mein Ek Pal Humara Ho,
Khilte Chaman Mein Ek Gul Humara Ho,
Aur Jab Yaad Kare Aap Apno Ko To Uss,
Yaad Mein Ek Naam Hamara Ho...

Ek Ne Jindgi Di Aur Dusre Ne Jeena Sikhaya

Pyar Or Dosti Main Itna Fark Paya Hai,
Ek Meri Jaan Or Doosra Mera Saya Hai,
Kis Rishte Ko Gehra Kahu Yaaron,
Ek Ne Jindgi Di Aur Dusre Ne Jeena Sikhaya Hai...

+++++++++

Udaas nahi hona kyonki mai saath hu,
Saamne na sahi par aas-paas hun,
Palko ko band karo jab bhi dil mein dekhoge,
Mein har pal tumhaare sath sath hun...

Sari Zindgi Intzar Kar Lenge

Rahna to chahte the sath unke,
Par is zamane ne rehne na diya,
Kabhi waqt ki khamoshi mein khamosh rahe,
To kabhi unki khamoshi ne kuch kehne na diya...

+++++++++

Sukhi Patti Se Bhi Pyar Kar Lenge,
Hum Tum Par Aitbar Kar Lenge,
Ek Bar Keh Do Tum Hamare Ho,
Hum Sari Zindgi Intzar Kar Lenge...

Kya Mausam Aaya Hai

Aaj Kuchh Sharmaye Se Lagte Ho,
Sardi Ke Karan Kapkapaye Se Lagte Ho,
Chehra Aapka Khil Utha Hai,
Hafte Ke Baad Nahaye Se Lagte Ho...

+++++++++

Kya Mausam Aaya Hai,
Har Taraf Pani Hi Pani Laya Hai,
Ek Jadu Sa Chhaya Hai,
Tum Ghar Se Bahar Mat Niklna,
Warna Log Kahenge Barsat Hui Nahi,
Aur Mendhak Nikal Aaya Hai...

Dil Ki Baat Dil Mein

Dil Ki Baat Dil Mein Rahi Ho Jaise,
Hans Ke Tuu Naa Hansi Ho Jaise,
Umar Se Lambii Sadak Pe Chalte,
Koi Sadaa Tuune Suni Ho Jaise,
Armaan Jitne Sajaye The Kabhi,
Woh Aas Dil Mein Dabi Ho Jaise,
Dekhne Ko Tasveer Haath Mein,
Yaad Koi Puraani Li Ho Jaise,
Raat Ke Khaali Sannaate Mein,
Saans Ruk Ruk Ke Chali Ho Jaise,
Waqt Ke Band Darwaazon Mein,
Jaag Ke Der Tak Darri Ho Jaise,
Dipak Se Le Ke Koi Kitaab,
Tuune Raat Bhar Padhi Ho Jaise...

+++++++++

Pyar Mein Milne Ki Zaroorat Hoti Hai,
Naa Milon To Phir Shikayat Hoti Hai,
Khamosh Rahe Lab Naa Bole Beshaq,
Lekin Aankhon Mein Mohabbat Hoti Hai,
Rakh Lo Chaahen Sau Pardon Mein Ishq,
Zamaane Mein Phir Bhi Fasihat Hoti Hai,
Jo Itna Paas Rehke Dil Se Door Ho Jaye,
Wo Kya Jaane Ashq Ki Bhi Kiimat Hoti Hai,
Khwaab Ki Tehni Pakad Soya Rehe Kitnaa,
Jab Hoye Naa Puraa To Musibat Hoti Hai,
Ulfat Mein Rothne Ki Riit Puraani Hai,
Dil Naa Maane Manaane Ki Tabiyat Hoti Hai...

Koi Baat Dil Se Yun Naa Lagaya Karo

Koi Baat Dil Se Yun Naa Lagaya Karo,
Badle Halaat To Aise Naa Ghabraya Karo,
Har Taraf Dhundhe Hai Nazar Aayega Kaise,
Mausm Ke Mijaz Ko Zara Samajh Jaya Karo,
Sadak Se Lambi Zindagi Hai Chalte Rahoge,
Aaye Kahin Darakht To Shaam Biithaya Karo,
Mumkiin Hai Yaadon Ke Ghar Bana Bhi Lo,
Tuutne Pe Unke Aansoon Naa Bahaya Karo,
Deke Intezaar Ke Lamhe Jana Acha Nahi,
Tum Waqt Pe Ghar Aaya Karo...

+++++++++

Mere Kamre Ki Dhoop Roothkar Chali Gyi,
Jaise Ghar Ki Har Baat Baahar Chali Gaii,
Aai Thii Mujhe Bimaar Ka Haal Puchhne
Phool Haath Mein Thamaa Kar Chali Gai,
Waqt Ne Haath Milaayaa Iss Udaasi Se,
Har Ummid Na-Ummid Bankar Chali Gai,
Jo Aai Thii Sunke Meri Aawaaz Hansti Hui,
Anjaani Aahat Se Ulte Pair Ghar Chali Gai,
Tuuti Chhat Kab Tak Saath Nibhaati,
Aai Raat Baarish Neend Udaakar Chali Gai,
Shaam Kaa Dhaltaa Suraj Yuun Lagtaa Hai,
Jaise Har Baat Kal Par Chali Gaii ...

Kabhi Tum Chahat Se Bulaa Lo

Kabhi Tum Chahat Se Bulaa Lo,
Udaas Bahut Hoon Paas Bithaa Lo,
Mujhse Door Rehke Royee Bahut Ho,
Chalo Ab Aankh Mein Kaajal Lagaa Lo,
Acchaa Nahi Lagtaa Khafaa Rehna,
Roothaa Hoon Aake Zara Manaa Lo,
Dar Lagta Hai Jaati Bahaaron Se,
Kahin Tum Haath Naa Chhudaa Lo,
Zamaane Ka Chehraa Agar Buraa Hai,
Toh Apne Saamne Se Aaina Hataa Lo,
Jab Jeenaa-Marnaa Hai Saath Tum Ko,
Le Ke Sindoor Lagaa Lo,
Aqsar Pehchaane Raaston Se Guzartaa Hoon,
Khaa Ke Thokar Apne Shahar Pahuchtaa Hoon,
Khali Bharosaa Rakhne Se Baat Nahi Bantee,
Musibat Mein Lakeer Haathon Ki Dekhtaa Hoon...

Kis Taraf Le Chaloge Mujhe

Kis Taraf Le Chaloge Mujhe,
Raaste Mein Jab Miloge,
Lafz Lafz Saaf Ho Jaaungaa,
Kitaab Saa Jab Padhoge Mujhe,
Nazdik Itnaa Hoon Tumhare,
Yaad Kar Ke Kyaa Karoge Mujhe,
Koi Be-Noor Tasviir Nahi Hoon,
Jo Apne Rang Se Bharoge Mujhe,
Aansoo Tab Tak Nahi Rukenge,
Jazbaat Se Khaali Nahi Karoge Mujhe,
Agar Ek Baar Rooth Gayaa,
Kaha-Kaha Dhoondte Phiroge Mujhe...

Maa Ki Duaa Mein Itnaa

Maa Ki Duaa Mein Itnaa Asar Hai,
Iss Ki Rab Ko Bhi Khabar Hai,
Dhoop Ho Zindagi Mein Kitni,
Uss Ka Aanchal Shazar Hai,
Jab Bhi Gaya Hoon Door Usse,
Khiche Mamtaa Ki Dor Magar Hai,
Uss Ka Saya Hai Jab Tak,
Phir Kis Baat Ka Dar Hai,
Khuda Ka Noor Hai Uss Pe,
Kya Mandir Ki Ab Kasar Hai,
Maa Ka Daantaa Bhi Azab Hai,
Girke Aansoon Gaya Kidhar Hai...

Kitne Sapne Dil Mein Sajaye

Kitne Sapne Dil Mein Sajaye Tere Liye,
Raahon Mein Phool Bichhaye Tere Liye,
Aati Hai Koi Yaad Teri Chupke Se,
Har Dastak Pe Bahar Aaye Tere Liye,
Jhooti Lagti Hai Har Kahaani Duniya Ki,
Mohabbat Sacchi Nazar Aaye Tere Liye,
Likhe Rakhe Hai Jo Khat Haath Ke,
Harf-Dar-Harf Dard Badhaye Tere Liye...
Intezar Ki Ab To Intahaa Ho Gai Hai,
Kitna Aankhon Ko Ruulaye Tere Liye,
Mitti Ka Khilona Ban Gaya Hai,
Bas Tuut Ke Judhna Aa Jaye Tere Liye...

Pyaar Mein Milne Ki Zaroorat

Pyaar Mein Milne Ki Zaroorat Hoti Hai,
Naa Milon To Phir Shikayat Hoti Hai,
Khamosh Rahe Lab Naa Bole Beshaq,
Lekin Aankhon Mein Mohabbat Hoti Hai,
Rakh Lo Chaahen Sau Pardon Mein Ishq,
Zamaane Mein Phir Bhi Fasiihat Hoti Hai,
Jo Itna Paas Rehke Dil Se Door Ho Jaye,
Woh Kya Jaane Ashq Ki Bhi Kimat Hoti Hai,
Khwaab Ki Teh'ni Paka'd Soya Reh Kitnaa,
Jab Hoye Naa Puraa To Musiibat Hoti Hai,
Ulfat Mein Roothne Ki Riit Puraani Hai,
Dil Naa Maane Manaane Ki Tabiiyat Hoti Hai...

Dil Ki Baat Dil Mein

Dil Ki Baat Dil Mein Rahii Ho Jaise,
Hans Ke Tuu Naa Hansi Ho Jaise,
Umar Se Lambi Sadak Pe Chalte,
Koi Sadaa Tuune Sunii Ho Jaise,
Armaan Jitne Sajaye The Kabhi,
Woh Aas Dil Mein Dabi Ho Jaise,
Dekhne Ko Tasveer Haath Mein,
Yaad Koi Puraani Li Ho Jaise,
Raat Ke Khaali Sannaate Mein,
Saans Ruk Ruk Ke Chali Ho Jaise,
Waqt Ke Band Darwaazon Mein,
Jaag Ke Der Tak Darri Ho Jaise,
Dipak Se Le Ke Koi Kiitaab,
Tuune Raat Bhar Padhi Ho Jaise...

Tera Husn Bada Lajawaab Hai


Tera Husn Bada Lajawaab Hai,
Ang Ang Khiltaa Gulaab Hai,
Bas Gaya Aankhon Mein Mere,
Chehra Teraa Maahataab Hai,
Ude Zulfe Teri Hawaaon Mein,
Chhaaye Ghata Bhi Hisaab Hai,
Maathe Pe Damke Jo Bindiya,
Lage Mujhe Yeh Aaftaab Hai,
Rakh Du Ungli Surkh Labon Pe,
Tamanna-E-Dil Ka Jawaab Hai,
Door Naa Baithon Itna Mujh Se,
Qareeb Rehne Ka Hisaab Hai,
Aaye Sawar Ke Paas Jo Mere,
Machle Jo Teraa Shabab Hai,
Fiisle Pasiina Tere Gaalon Se,
Agar Peeloon To Sharaab Hai,
Rooth Ke Maan Jaayegi Tu,
Aise Pyaar Ka Jawaab Hai...

Dosti Har Rishtey Se Lajawab Hoti Hai

Wo Dil Kya Kare Jo Milne Ki Dua Na Kare,
Tujko Bhool Kar Jiyun Khuda Na Kare,
Hogi Teri Yaari Meri Zindagi Bhar Ki Liya,
Yeh Baat Aur Hai Ke Zindagi Wafa Na Kare...

+++++++++

Pyar Karne Walon Ki Kismat Kharab Hoti Hai,
Har Waqt Inteha Ki Ghadi Sath Hoti Hai,
Waqt Mile To Rishto Ki Kitab Khol Ke Dekh Lena,
Dosti Har Rishtey Se Lajawab Hoti Hai...

Ek Pasand Se Tut Jaayeinge Hazaaro Dil



















Hum Aaj Bhi Dil Ka Aashiyana Sajane Se Darte Hai,
Baagon Mein Phool Khilaney Se Darte Hai,
Hamari Ek Pasand Se Tut Jaayeinge Hazaaro Dil,
Tabhi Toh Hum Aaj Bhi Girl friend Bananey Se Darte Hai...

Jag Rahe Ho Kisi Ke Liye














Gehri Thi Raat Lakin Hum Khoye Nahi,
Dard Bahoot Tha Dil Mein Lakin Hum Roye Nahi,
Koi Nahi Hamara Jo Puche Humse,
Jag Rahe Ho Kisi Ke Liye Ya Kisi Ke Liye Soye Hi Nahi...

+++++++++

Tanhayi Ka Lamba Safar Katta Hi Nahi,
Aapke Bina Koi Accha Lagta Hi Nahi,
Koi Nahi Jo Pooch Ley Iss Dard-E-Dil Ka Haal,
Aapke Binn Ye Dil Kahi Lagta Hi Nhi,



Dil Ki Baatein Har Kisi Ko

Dil Mein Tamannaon Ko Dabana Seekh Liya,
Gam Ko Ankhon Mein Chhipana Seekh Liya,
Mere Chahre Se Kahin Koi Baat Zaahir Na Ho,
Daba Ke Hothon Ko Hamne Muskrana Seekh Liya…

+++++++++

Aansuon Ko Palkon Pe Laaya Na Kijiye,
Dil Ki Baatein Har Kisi Ko Bataya Na Kijiye,
Log Mutthi Mein Namak Liye Firte Hain,
Apne Har Jakhm Dikhaya Na Kijiye…

Sirf Paane Ka Naam Ishq Nahi



















Jaan Hai Mujhko Zindagi Se Pyari,
Jaan Ke Liye Kar Doon Kurban Yaari,
Jaan Ke Liye Todd Doon Dosti Tumhaari,
Ab Tumse Kya Chhupana,
Tum Hi To Ho Jaan Hamaari....

+++++++++

Dil Ki Aawaz Ko Izhaar Kehte Hai,
Jhuki Nigah Ko Iqrar Kehte Hai,
Sirf Paane Ka Naam Ishq Nahi,
Kuch Khone Ko Bhi Pyar Kehte Hai....

Humne Chaand Se Pooha
















Humne Chaand Se Pooha,
Teri Chaandni Ka Raaz Kya Hai,
Chaand Ne Aapki Taraf Ishara,
Kar Ke Kaha Inhi Say Pucho Jisay,
Dekh Kar Main Chamakta Hoon...

+++++++++

Tum Tab Tak Pyar Se Pyar Mat Karo Ki,
Pyar Tum Se Pyar Na Kare,
Pyar Ko Itna Pyar Karo Ki,
Pyar Kisi Aur Se Pyar Na Kare...

Jaane Ye Kaun Sa Mausam Hai

Ek Pal Bhi Bhool Na Paun Tujhe Mein,
Jaane Ye Kaun Sa Mausam Hai,
Na Sardiyon Ki Dhoop Hai,
Na Din Ka Yahan Par Kam Hai,
Na Thand Ka Koi Bhi Roop Hai,
Na Mitti Ki Khushbu Hai,
Na Bheege Hawayn Mein Hulchul,
Na Baadalon Mein Guftagu Hai,
Na Chai Pakodi Ka Hi Koi Pal,
Dhoop Bhi Chilchilaati Nahi,
Na Chaandni Ka Koi Aalam,
Na Jharnon Ki Aarzoo Kahin,
Na Ye Chhuttiyon Ka Mausam,
Sarson Bhi Nahi Dikhte Hain,
Patang Asma Mein Ab Tak Na Naacha Hai,
Naye Patte Bhi Kahin Na Ugte Hain,
Na Muskaraata Koi Bhi Raasta Hai,
Jaane Ye Kaun Sa Mausam Hai,
Tum Paas Hokar Bhi Itne Door Ho,
Har Baat Shuru Hone Se Pehle Khatm Hai...


Yaad Tumhari Bahut Aati Hai













Yaad Tumhari Bahut Aati Hai,
Mere Dil Ki Bechaini Ko Badhati Hai,
Ek Pal Bhi Bhool Na Paun Tujhe Main,
Ab To Hawayen Bhi Teri Kahani Sunati Hai,
Har Pal Mere Sath Rahti Ho,
Mere Har Khwab Tum Sajati Ho,
Akele Mein Izhaar Karti Ho Mohbbat Ka,
Par Duniya Se Na Jane Kyon Chhupati Ho,
Jahan Dekhun Vahan Tera Hi Chehra Milta Hai,
Har Pal Saaya Tera Sath Mere Chalta Hai...

Zindagi Itne Dard Deti Hain















Raat Hogi To Chand Duhai Dega,
Khawabon Mein Aapko Woh Chehra Dikhai Dega,
Ye Mohabbat Hai Zara Soch Ke Karna,
Ek Aansoo Bhi Gira To Sunai Dega...

+++++++++

Zindagi Itne Dard Deti Hain,
Dil Mein Fir Bhi Ummid Rehti Hain,
Dil Kehta Hain Kuch Nahin Hoga,
Par Kuch To Hoga Ummid Kehti Hai…

Hum Tere Dil Mein Rahenge

Bina Aapke Khushi Ka Ptaa Kaise Chalega,
Bina Roye Hansi Ka Maza Kaise Milega,
Wo Jo Bhi Karta Hai Wo Hi Janta Hai
Agr Hum Jaan Gye To Use Khuda Kaun Khega...

+++++++++

Hum Tere Dil Mein Rahenge Ek Yaad Bankar,
Tere Lab Pe Khilenge Muskaan Bankar,
Kabhi Hame Apne Se Juda Na Samajhna,
Hum Tere Saath Challenge Aasmaan Bankar...

Har Waqt Jise Tumhara Khyal Ho












Aye Dil Kinare Ko Kinara Na Samajh,
Aye Dil Sahare Ko Sahara Na Samajh,
Barish Aane Par Kinare Toot Jate Hain,
Musibat Aane Par Sahare Chooth Jate Hain…

+++++++++

Dur Rehkar Duriyon Ko Badaya Nahi Karte,
Apne Deewano Ko Sataya Nahi Karte,
Har Waqt Bas Jise Tumhara Khyal Ho,
Usey Apni Awaaz Ke Liye Tadpaya Nahi Karte...

Abhi Kuchh Chahat To Baki Hogi



















Yuhi Mudkar Na Dekha Hoga Unhone,
Abhi Kuchh Chahat To Baki Hogi,
Bhale Hi Ji Rahe Honge Kitne Sukun Se Wo,
Tadpane Ke Liye Hamari Bas 1 Yaad Hi Kafi Hogi...

+++++++++

Ye Aarju Nahi Kisi Ko Bhulaye Hum,
Na Tammana Hai Ki Kisi Ko Rulaye Hum,
Par Dua Hai Us Rab Se Ki,
Jisko Itna Yaad Karte Hai Usko Utna Yaad Aaye Hum...

Jo Karte Hai Sacchi Dosti

Kuchh Fasle Sirf Aankhon Se Hote Hai,
Dil Ke Fasle Do Bato Se Hote Hai,
Koi Lakh Bhulane Ki Koshish Kare,
Par Dosti Ke Ristey Khatam Sirf Saason Se Hote Hai...

+++++++++

Dunia Se Jene Ke Bhane Hazar Hote Hai,
Jo Jete Hai Bena Dosti Ke Wo Bekar Hote Hai,
Jo Karte Hai Sacchi Dosti Ki Kadr,
Bus Wahi Is Dosti Ke Haqdar Hote Hai...

Jagti Ankhone Mein Bhi

Apne Apne Andaz Hoten Hai,
Jagti Ankhone Mein Bhi Khwab Hoten Hai,
Zaroori Nahi Ki Gum Mein Nikle Aansu,
Muskurahat Ankhone Mein Bhi Sailab Hoten Hai...



Dosti Nazron Se Ho To

Dosti Nazron Se Ho To Usse Kudrat Kahete Hai,
Sitaron Se Ho Toh Jannat Kahete Hai,
Aankhon Se Ho Toh Mohabbat Kahete Hai,
Aur Dosti Aap Se Ho Toh Kismat Kahete Hai...

+++++++++

Waqt Bhaut Kam Hai Sath Bitane Ke Liye,
Isko Na Gawana Kabhi Ruthne Manane Ke Liye,
Dosti To Humne Kar Li Aap Se,
Bas Thoda Sa Sath Dena Es Ko Nibhane Ke Liye..

Dil Se Hum Aap Ko

Hum Se Koi Gila Ho Jayen To Maff Karna,
Yaad Na Kar Payen To Maf Karna,
Dil Se Hum Aap Ko Kabhi Bhulten Nahi,
Par Ye Dil Hi Agar Ruk Jaye To Maff Karna....

+++++++++

Wo Pal Hi Aisa Tha Ki Hum Ijhar Na Kar Paye,
Zamane Ke Dar Se Ikrar Na Kar Paye,
Na Thi Jinke Bina Nasib Zindgi,
Chhor Diya Sath Unka Aur Khud Se Swal Na Kar Paye...

Kabhi Kabhi Bas Yu Hi

Kabhi Kabhi Bas Yu Hi,
Ye Dil Jab Tumhe Dhundne Nikalta Hai,
Tum Ek Chaw Bankar Chupke Se Aate Ho,
Mein Aankhen Band Karti Hu,
Aur Tum Bas Mujhe Chukar Nikal Jaate Ho,
Kabhi Kabhi Bas Yu Hi,
Ye Dil Jab Sang Parchaiyon Ke Chalta Hai,
Tum Har Mod Par Khade Najar Aate Ho,
Main Chah Kar Bhi Nahi Ruk Pati Hu,
Aur Tum Haath Hilate Huye Dur Nikal Jaate Ho,
Kabhi Kabhi Bas Yu Hi,
Jab Badal Aankhon Mein Ruk Jate Hai,
Tum Banke Ahsas Unhe Uda Le Jate Ho,
Main Kahin Ro Na Du Tanhai Mein,
Tum Meri Palko Ko Bas Chum Kar Nikal Jate Ho,
Kabhi Kabhi Bas Yu Hi,
Jab Bechaniyan Hoti Hai Yaadon Mein,
Tum Ahsas Bankar Simat Aate Ho,
Laate Ho Neend Ko Ungli Thame Mere Paas Tum,
Bhej Kar Mujjhe Sapno Ki Duniya Mein Dur Kahin Tum Nikal Jaate Ho...

Hum Tumhe Yaad Kiya Karte Hai

Dono Aankhon Mein Ashq Diya Karte Hai,
Hum Aapni Neende Tere Naam Kiya Karte Hai,
Jab Bhi Palak Jhapke Tumhari Samajh Lena,
Hum Tumhe Yaad Kiya Karte Hai...

Mere Khyalon Ki Duniya Par

Yaad Aane Wale Yaad Aae Ja Rahe Hain,
Mere Khyalon Ki Duniya Par Chae Jaa Rahe Hain,
Hum Kuchh Keh Rahe Hai Par Wo Chup Hain,
Bas Mera Khat Padh Kar Muskurae Ja Rahe Hai...

Zindagi Ban Jayegi Jannat

Zindagi Ke Tohfan Ka Sahil Hai Teri Dosti,
Dil Ke Armaano Ki Manzil Hai Teri Dosti,
Zindagi Ban Jayegi Jannat,
Agar Sada Saath Rahegi Teri Dosti...

Mohabbat Ki Shama Jalake To Dekho

Mohabbat Ki Shama Jalake To Dekho,
Zara Dil Ki Duniya Saza Kar To Dekho,
Tumhe Ho Na Jaye Mohabbat To Kehna,
Zara Humse Nazrein Milake To Dekho...

Pyar Ko Pyar Hi Rehne Do



Humne Dekhi Hai In Aankhon Ki Mehakti Khusbu,
Haath Se Chhu Ke Ise Ishq Ka Ilzaam Na Do,
Ek Ehsaas Hai Ise Rooh Se Mahsoos Karo,
Pyar Ko Pyar Hi Rehne Do Ise Koi Dusra Naam Na Do...

Tere Intezar Me

Gujarte Hai Meri Saanso Me Tera Naam Aaj Bhi,
Dhalti Hai Tere Intezar Me Meri Shaam Aaj Bhi

Tujko Mujh Se Bichde Zamana Ho Gaya,
Magar Hoti Hao Tere Naam Se Meri Pahchan Aaj Bhi...

Dil Ki Baat

Tujh Se Bicharne Ka Khayal Seh Nahi Paata,
Phir Bhi Dil Ki Baat Keh Nahi Paata,

Kyun Hain Aakhir Zindagi Mein Is Qadr Majboorin,
Maut Bhi Nahi Aati Or Zinda Bhi Reh Nahi Paata...