zara chhu kar to dekh unke dil ko

Aapke paas waqt nahi hame yaad karne ka,
bewaqt hi yaad kar liya karo,
Mana aap ke paas sari duniya hai,
kabhi hamara bhi ahsas kar liya karo...

+++++++++

Ae hawa tu udhar to jati hogi,
Unko hmara hal to batati hogi,
zara chhu kar to dekh unke dil ko,
kya yaad unko bhi hamari aati hogi...

No comments:

Post a Comment