Bas Aapka Pyar Chahiye


Chand Taaron Ki Hamein Jarurat Nahi,
Humko Toh Bas Aapka Pyar Chahiye,

Aur Kuchh Nahi Mangunga Aapse Kabhi,
Pyar Ki Dolat Bas Besumar Chahiye....

****

Ab Toh Hansna Bhi Raaas Nahi Aata,
Hanste Hanste Bhi Aansu Chhalak Aate Hain,

Main Khud Nahi Jaanta , Kyun Mere Mola,
Mujhe Gham Hi Kyun Sada Itne Bhate Hain....

No comments:

Post a Comment