Pathar Dil - Dard Shayari

Uski Yaad Mein Aansuon Ka Samunder Bana Liya,
Tanhayion Ke Desh Mein Apna Ghar Bana Liya,
Suna Hai Log Pooja Karte Hain Pathron Ki,
Isliye Apne Dil Ko Pathar Bana Liya.

No comments:

Post a Comment